Tea recipe in Hindi | tasty chai kaise banaye | टेस्टी चाय कैसे बनाये हिंदी रेसिपी
tea recipe in Hindi | tasty chai kaise banaye | टेस्टी चाय कैसे बनाये हिंदी रेसिपी
tea banane ki vidhi hindi me | how to make tasty tea with milk | how to make good tea indian | masala chai recipe in hindi | chay banane ka tarika in hindi | green tea recipe in hindi language | tea recipe in hindi video | tea in pure hindi | चाय बनाने की रेसिपी | चाय का मसाला बनाने की विधि | चाय बनाने की विधि हिंदी में | चाय मसाला पाउडर | हरी चाय बनाने की विधि | चाय के प्रकार | चाय के नुकसान | काली चाय क्या है
tea recipe in Hindi |
Chay (tea) ko har koi pasand karta hai . Kuch logo ki to subah bhi chay ke bger nhi hoti . Subah - subah har koi chahta hai ki unhe bahut hi swadist chay mile . Jisse unki subah ki shuruaat acchi ho . Or pura din accha jaye . Kuch log in cheezo me jyada viswas krte hai ki agar subah uthte hi kuch acha na ho to pura din khraab jata hai . Isliye apne subah ki shuruaat achi tea se kijiye . Lekin market ki chay logo ko bahut kum pasand aati hai . Chay ghar ki bani hui bahut tasty hoti hai . Garmiyo ki chay me or shardiyo ki chay me bahut fark hota hai . Shardiyo ki chay me hum kuch garm dalkar bnane ki sochte hai or garmiyo ki chay me kuch thanda . Waise to chay garam hi hoti hai . Lekin shardiyo ki chay me hum aderak , sounth ,chay msala wgerh jyada use karte hai . Lekin ye garam hote hai .Aaj hum aapko btane ja rhe hai ki garmiyo ki tasty chay kaise bnate hai . Chay bnana koi bahut mushkil kaam nhi hai . Ise bnane me time bhi bahut kam lagta hai . Chay ko hum do tarike se bna sakte hai . Jo ki hum aapko neeche btayenge .
3 logo ke liye (3 cup chay ke liye)
time - 5-7 minute
Kya-kya chahie ? ise banane ke liye:-
Paani - 2 cup
Chay pati - 1 choti chammach
sugar (chinni) - 2 choti chammach (swadanusar)
sounf - 1/2 choti chammach
Ilaychi powder - 1 piece ilaychi ka
Dudh - 3/2 cup
Kaise banaye? Puri jankari Urdu and Hindi me:-
pahla tarika-
Chay (tea) bnane ke liye sabse pahle ek bartan me paani le lijiye . Paani wale bartan ko gas par chda lijiye .Jab paani halka garam ho jaye tab usme Chay pati daal dijiye . Chay pati daalne ke baad ja chay thodi ubalna start ho jaye tab usme sounf or ilaychi powder daal dijiye . Sounf or ilaychi powder daalne ke baad chay(tea) ko 1-2 minute ke liye phir ubalne dijiye . Taaki sounf or ilaychi ka ras chay(tea) me mil sake . Chay ache se ubalne ke baad chay me doodh daal lijiye . Doodh daalne ke baad chay me phir se ubaal aane dijiye . Ek ubaal aane ke baad chay me sugar(chinni) daal dijiye . Ab chay me 1-2 ubaal or aane dijiye . Ubaal aane ke baad gas ko band kar dijiye . Ab aapki chay teyar hai . Or chay(tea) ko chankar garma-garam sounf wali swadist chay(tea) serve kar lijiye .
Dusra tarika-
sabse pahle paani lijiye use gas par chdaiye . paani thoda garam hone ke baad usme chay pati daal lijiye . Jab ubaal aane lag jaye tab usme sugar(chinni) daal lijiye or saath hi sounf or ilaychi bhi daal lijiye . Ab chay ko thodi der ubalne dijiye . Ache se ubalne ke baad chay(tea) me doodh daalna hai . Ab chay(tea) me 2-3 ubaal or dilwane hai . or uske baad aapki chay bankar teya hai ab aap apni chay ko serve kar sakte hai .
Kis-kis ke sath khaye? Is vayanjan ko:-
Chay ko aap biscuit , pakode , namkeen etc. ke saath pee sakte hai . Kuch log to chpati ke saath bhi chay(tea) peena pasand karte hai .
Kitne samay tak kharab nhi hoga? ye vayanjan:-
Chay ko agar aap thermous me rakhe to ye aadhe ghante tak sahi rhegi . uske baad chay nhi peeni chahiye uske baad peene se ye bahut nuksaan karti hai .
Kaise Banaye Recipe in Hindi
tea recipe in Hindi | tasty chay kaise banaye | टेस्टी चाय कैसे बनाये हिंदी रेसिपी
http://www.kaisebanaye.com
दोस्तों आप सभी का कैसे बनाये डॉट काम में स्वागत है
Kaise banaye | Hindi recipe | recipe in Hindi | veg recipe | Indian food | food food | healthy food | Recipe in Urdu | how to recipe
यहाँ हम आपको नई नई स्वादिष्ट डिश बनाना सिखाते हैं जो हिंदी और उर्दू में उप्लब्ध करवाए जाते है तो हमारे साथ बने रही और सीखते रहिए...
कैसे बनाये में आप सभी का स्वागत है तो दोस्तों आज आप इस विडियो के सहारे सिखने जा रहे है कुछ न्या. दोस्तों नये नये व्यजन बनाना सीखते रही क्योंकि कुछ न्या सीखना उतना ही जरुरी है जितना की साँस लेना तो कैसे बनाये के साथ बने रहे और बनाये नये नये व्यजन वो भी हिंदी भाषा में..
kaise banaye ka mukhy udeshy jo hai wo hai aap sabhi ko kuchh nya banana sikhana or jo ki ham har roj sikhate hai jaise ki khana khana jaruri hai usi trha achha or testy bhojan jaruri hai to aap sabhi ko ham log sikhane ja rahe hai kuchh khas nye vyajan jo ki khas tour pe hai hindi me...
Kaise banaye ki theme hi hai recipes in hindi matlab ki hindi me recipes jo ki khas tour pe hindi bhashi logon ke liye banayi gyi hai..
aap hamare sath yani ki kaise banaye ke sath hinid recipes padhane ke liye hmari website pe bhi hamse jud sakte hai...
agar aap internet se dur rehne walon me se hai to aap thoda sa salana ya mashik shulk chuka kar kaise banaye ki mashik ptrika bhi prapt kar sakte hai
ya hame facebook twitter google plus jaise social media platforms par bhi sath aage badh sakte hai
Kaise banaye ki hindi recipes facebook par pane ke liye niche diye link pe click karne or page ko like kare or jiwan bhar hindi recipes ka khajana payen
http://facebook.com/kaisebanaye
Recipes in Hindi by Kaise banye at google plus - apne google plus ki id pe hamari hindi recipes pane ke liye niche diye link pe click karen or follow karen..
kya aap twitter pe hai? agar han to hindi recipes ki jankari aap twitter pe bhi paa sakte hai niche diye link pe click karen or follow karen kaise banaye ko...
http://twitter.com/kaisebanaye
hamari website pe bhi aana or nye nye wayajanon ki jankari ka fayda uthana na bhulen niche diye link pe click karen or annand uthayen hindi recipes ka..
http://www.kaisebanaye.com
aap ye video kaise banaye ke jariye dekh rahen hai jiske official publisher hai recipe in hinidi
for more informations visit us at http://kaisebanaye.com
or han aap yahan har jankari hindi and urdu me hi sikhenge...
ek baat or dhayan rahe
kaise banaye ki tag line hai
Sikhen or banaye sab ko khilaen
to hindi logo aaj se chinta chhodo kaise banaye se nata jodo...
like kaise banaye page on facebook by clicking on
http://facebook.com/kaisebanaye
You can follow us on twitter also click on the link given below
http://twitter.com/kaisebanaye
Kaise banaye ko aap google plus pe bhi add kar sakte ho add karne ke liye
http://google.com/+Kaisebanaye pe visit karen
or sikhte rahen kaise banaye kya banaye
Hindi recipes ke pitare me aapka swagat or Recipe in hindi ki har jankari aapko hogi ab hamare sath prapt....
To kaise banaye ke sath sikhte rahie har nyi recipe in Hindi and Urdu
humare sath bane rahie or sikhte rahie nye nye vayanjan banane ke baare me.... jo ki sidha aapki apni bhasa me aapko uplabd karwae ja rahe hai
No comments:
आपका बहुत बहुत धन्यवाद् अपनी टिप्पणी देने के लिए हमारे लिए आपके द्वारा दी गयी हर टिप्पणी महतवपूर्ण होती है. अगर आपने कुछ पूछा है तो उसका जवाब देने की कोशिश हम जल्द ही करेंगे अगर आपने हमारे व्यंजन तथा काम को सराहा है तो आपका पहले ही तह दिल से धन्यवाद...
Aaapka comment karne ke liye teh-dil se sukariya...
agar aapne koi sawal puchha hai to iski jankari hum jald hi denge or agar aapne hmare kaam ki sarahna ki hia to aapka pehle hi teh dil se dhanyawad...
sikhte rahie kaise banaye?